Main batata hun agle bull run ka sabse bada winner kaun hoga đ
2017: Smart Contracts = ETH
2021: NFTs = SOL
2025: ??? = FHE
Zama FHE blockchain ko "private computer" bana raha hai.
Socho: Bank apna data chain par dal sake, bina leak ke dar ke. Hospital records on-chain. AI models encrypted data par train hon.
Ye 1 Trillion dollar market hai.
Zama iska leader hai. Funding, tech, team sab top class.
Sawaal: Kya aap FHE narrative mein positioned ho ya fir se top par khareedoge?