$HFT

Mughay bohot dar lag raha hai kay mera account liquidate na ho jaye 🥲 kyun kay jaisay maine kal post dali thi aur bataya tha kay ma kal aik do baar liquidate hotay hotay bacha hun ab aap log batain kay kya ma is trade ko hold kar sakta hun 🥲