🔥 MARKET KYUN GIRA? 5 WAJHA SAMJHO!
BTC $56,007 | ETH $1,564 | SOL $65.66
Log puch rahe hain market kyun gira? Wajha 1 nahi, 5 hain:
1. ETF SE PAISA NIKLA
19 Nov ko sirf 1 din me $582 Million US Bitcoin ETF se nikal gaya. ETF bechta hai to asli BTC market me bechta hai.
2. FED RATE HIKE KA DAR
Fed ne signal diya December me rate badh sakta hai. Rate barhega to log BTC se nikal ke bonds me jayenge.
3. US STOCK MARKET GIRA
Nasdaq 4% se zyada gira, AI companies giri. Ab BTC stock market ke sath hi chalta hai.
4. $2.4 BILLION LIQUIDATION
BTC jab $60,000 ke neeche gaya to 24 ghante me $2.4 Billion ke Long liquidate ho gaye. Isi selling ne price ko aur neeche dhakela.
5. EXTREME FEAR
Fear & Greed Index ab 12 pe hai. Is time log dimag se nahi, dar se bechte hain.
AB KYA?
BTC ab $56K pe hai. Agar $55K toot gaya to agla support $53K - $50K hai.
Aap kya kar rahe ho?
Comment 👇 HOLD ya SELL
$BTC #ETH #SOL #Crypto #Binance