btc long

BTC - BULLISH CASE 🟢

*Abhi Price:* $59,700

*Bullish hone ki 4 wajha:*

*1. RSI 23 - Oversold*
Itna neeche RSI kabhi der tak nahi rehta. Jab bhi itna neeche aaya hai, BTC ne *upar bounce* mara hai.

*2. $57,300 ne bacha liya*
Price $57,300 pe ja ke 2 dafa wapis upar aaya hai. Matlab wahan *buyers* khare hain, wo girne nahi de rahe.

*3. $59,000 Support pe hai*
Abhi price $59,000 ke upar tikka hua hai. Agar ye tik gaya to agla stop *$60,000* hai.

*4. $60,000 ke upar sab kuch badal jaye ga*
Jese hi $60,000 ke upar 4 ghante wali candle band hui, sare Short wale dar ke *Buy* karenge, aur price tezi se *$61,200 - $62,300* tak ja sakta hai.

Tumhare Long ke liye:

*Entry tumhari:* ∼$59,700
*SL:* $57,100 - Is se neeche mat rukna
*TP1:* $60,250
*TP2:* $61,220
*TP3:* $62,300
$BTC