TRUMP KA IRAN KO SAKHT PAIGHAM: "KOI FAKE DEAL QABOOL NAHI!" 🇺🇸🇮🇷

​Amreeki Sadar Donald Trump ne Iran ke saath muzakarat par wazeh kar diya hai ke:

​"Woh deal karna chahte hain, lekin aisi deal nahi jo mujhe qabool ho. Humein aik asli (real) deal chahiye, koi fake deal nahi."

​Market par is ka asar:

Middle East mein barhti hui kasheedgi aur Hormuz Strait ki soorat-e-haal ki wajah se global markets aur crypto par dabao barh gaya hai:

​📉 $BTC $60K se neeche aane ke baad recovery ki koshish mein hai.

​📊 Global stocks aur $NVDA mein mandi ka rujhan dekha ja raha hai.

​💰 $XRP aur $TRUMP coins mein tezi se utar-charhao (volatility) jari hai.

$BTC $USDC #CanBTCReboundAfterFallingBelow60K? #GlobalStocksFaceLongestLosingStreakSince2023 #AnthropicPlungesTowardIPOPriceonDay2 #