BTC + SOL Update - 6 Nov 🔴

BTC: $75,720 (-5.8%)
SOL: $89.60 (-6.5%)

Market me aaj bara dip aya hai. BTC $80,400 se gir ke $75,200 tak gaya, aur SOL bhi $95 se $89 par aa gaya.

Panic mat karo, ye dip hai. Jo log $80k par FOMO me buy kar rahe thay, unko ab sasta mil raha hai.

Aap kya kar rahe ho?
Hold? Buy? Ya Wait?

#BTC #SOL #CryptoUpdate #BinanceSquare
$BTCUSDT