🚨 BREAKING NEWS: SHIB COIN 🚨
Sab Serious Ho Ke Parhna!
Doston, bari khabar aa gayi hai!
Sources ke mutabiq, SHIB Coin ne aaj kal
itni tezi dikhayi hai ke market me
halchal mach gayi hai.
Experts ke mutabiq, SHIB ab wo level
cross karne wala hai jiska kisi ne
socha bhi nahi tha.
Aaj kal market me sirf ek hi baat ho rahi hai:
SHIB - SHIB - SHIB
Log keh rahe hain ke jiske paas SHIB hai,
wo aane wale waqt me...
SHIB ab 5 DOLLAR ka hone wala hai! 😱💰
5 Dollar! Matlab...
Agar tumhare paas 1 Lakh SHIB hai,
to tum 5 Lakh Dollar ke malik!
Agar 10 Lakh SHIB hai,
to 50 Lakh Dollar!
Sab apne apne wallet check karo!
Gari, Bangla, iPhone sab ready rakho!
Lam... Lambo... Lamborghini ka order de do!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aur haan...
Niche dekhne se pehle ek baar phir soch lo...
.
.
.
.
.
.
.
Kaisa Laga Mera Mazak? 😂😂😂
SHIB 5 Dollar ka hoga to me to khud
Ambani ko peeche chor dunga! 🤣
Ye post sirf hasi mazak ke liye tha,
Dil pe mat lena, aur SHIB walo,
gussa bhi mat karna! 😜
Comment me batao, kitne log
sach me serious ho gaye the? 👇
#SHIB #ShibaInu #Crypto #Mazak #funnypost