*$BTC ne sab ko phir confuse kar diya! 😅*

Kal sab keh rahe the market up jayega,
Aaj sab keh rahe hain market down jayega.

Sach ye hai:
Market kisi ki nahi sunta, market apni marzi se chalta hai.

Is liye 3 baaten yaad rakho:
1. Lalach me kabhi All-in mat karo
2. Bina SL ke trade mat karo
3. Dusron ke kehne pe coin mat khareedo, khud research karo

Aap batao, aaj aapka mood kya hai?
Bullish 🐂 ya Bearish đŸ» ?

Comment me batao, main sab ko reply karungi ❀

#btc#BTC #ETH #Crypto #Binance #CryptoNews #Square