BTC: $60,000 se neeche - $59,000 pe aa gaya!
7 hafton se market down hai...

ETF se paisa nikal raha hai, sab daray huay hain.

Lekin yaad rakho:
Market jab darta hai, tabhi asli Holder banta hai! 💎

Tum kya ho?
1. HOLDER 💎
2. SELLER 😭
3. BUYER - Dip pe le raha hun 🤑

Comment me 1, 2 ya 3 likho 👇

$BTC $ETH $BNB

#BTC #Bitcoin #Crypto #BinanceSquare #HODL