🚀 NVDA Ne Phir Sabko Hairan Kar Diya!
Jensen ki wapsi ke baad market ne jo react kiya hai, wo dekh ke lag raha hai AI ka daur abhi khatam nahi hua, abhi to shuru hua hai!
Log kehte the AI bubble hai, NVDA gir jayega...
Lekin Jensen ne wapas aate hi sab ke munh band kar diye.
*Sach ye hai:*
- AI ab har company ki zaroorat ban gaya hai
- NVIDIA ke baghair AI chal hi nahi sakta
- Aur NVIDIA Jensen ke baghair nahi chal sakti
Jo log dip me dar ke sell kar gaye, wo ab pachta rahe hain.
Jo hold karke baithe the, wo ab profit me hain.
*My Plan: Bullish 🔥*
Dip aaye to buy, panic me sell nahi karna.
NVDA long term ka king hai.
Tumne NVDA hold kiya hua hai ya sell kar diya tha? Sach sach batao 👇
$NVDA #NVDA #NVIDIA #AI #StockMarket #BinanceSquare