₿ $BTC - Up or Down?

Price Abhi: $60,400
24h:-1.28% Down
1 Month:-25% Down
ATH: $126,199 - abhi -52% neechy

Abhi DOWN Kyun Hai?*

1. *ETF Se Paisa Nikal Raha Hai*
Kal hi ETF se *$569 MILLION* nikal gaya. Pichle hafte *$1.07 BILLION* nikla. Jab bada paisa nikalta hai to price upar nahi jata.

2. *Sab EMAs Ke Neeche Hai*
$BTC abhi 50-day, 100-day, 200-day sab ke neeche hai. 200-day EMA $74,800 pe hai, BTC $60,400 pe hai. Jab tak $72,500 wapis nahi aata, trend DOWN hi rahega.

3. *Fear & Greed: 9/100 - EXTREME FEAR*
Log dar ke bech rahe hain.

*Lekin Bounce Bhi Aa Sakta Hai Kyunki:*
- *RSI 25* hai - Bohat oversold hai. Itna neeche RSI aksar bounce deta hai.
- *$55,130* pe 2 saal ka low hai, wahan se buyers ne bachaya tha.

*Levels - Ye Yaad Rakho:*
Type Price
Resistance 1 $61,565
Resistance 2 $64,600
Resistance 3 $72,500
Support 1 $59,399
Support 2 $58,000
Support 3 $55,130 - 2 Year Low
*Mera Clear Jawab:*

*27 Nov Ko Kya Hai?*
27 Nov ko *$6.8 BILLION* ka BTC Options Expiry hai. Us din bada move aayega - up ya down, dono taraf tez hoga.

#NVDASoarsOnJensenReturn #NVIDIAReinstatesJensenHuangasCEO