$BNB abhi 561 ke aas paas hai aur aaj isne halka green bounce dikhaya hai.
Kal price 550.82 tak neeche gaya tha aur wahan se buyers ne sambhala, ab price 587.36 wale high ke kareeb aa gaya hai. Matlab neeche se buyers ne thoda control liya hai, lekin upar sellers abhi bhi active hain. Ye wala zone ab thoda confusing lag raha hai.
Dekha jaye to $BNB abhi 549.29 ke upar tikka hua hai, jo ke Bollinger ki mid line bhi hai. Agar iske upar tikta rehta hai to yahan se 574.81 tak dekhne ko mil sakta hai. Aur agar 574.81 ke upar 4h candle close hoti hai to phir 587.36 tak ka rasta khul jayega.
Lekin agar 550.82 ke neeche close aati hai to phir neeche 523.78 test hona almost confirm ho jayega, isliye wahan jaldi me long lena risky ho jayega.
RSI ab 56 pe hai, isliye na zyada oversold hai na overbought, bas neutral zone me hai. Is market me jaldi karne se zyada faida wait karne me hai.
Tum kya sochte ho, $BNB yahan se 574.81 tak jayega ya 550.82 toot kar 523.78 ki taraf jayega?
Follow for daily simple updates like this, I post every day.
If this analysis helped you, a small Tip is appreciated 🙏
#BNB #Crypto #BinanceSquare