$XAU abhi 3,672 ke aas paas hai aur aaj isne strong green bounce dikhaya hai.

Kal price 3,551 tak neeche gaya tha aur wahan se buyers ne sambhala, ab price 3,696 wale high ke kareeb aa gaya hai. Matlab neeche se buyers ne thoda control liya hai, lekin upar sellers abhi bhi active hain. Ye wala zone ab thoda confusing lag raha hai.

Dekha jaye to $XAU abhi 3,572 ke upar tikka hua hai, jo ke Bollinger ki mid line bhi hai, aur 3,644 wali upper line ke bhi upar nikal gaya hai. Agar iske upar tikta rehta hai to yahan se 3,696 tak dekhne ko mil sakta hai. Aur agar 3,696 ke upar 4h candle close hoti hai to phir naye high ki taraf rasta khul jayega.

Lekin agar 3,551 ke neeche close aati hai to phir neeche 3,501 test hona almost confirm ho jayega, isliye wahan jaldi me long lena risky ho jayega.

RSI ab 87 pe hai, isliye kaafi overbought zone me hai, isliye yahan jaldi me entry lene se behtar hai wait karo. Is market me jaldi karne se zyada faida wait karne me hai.

Tum kya sochte ho, $XAU yahan se 3,696 tak jayega ya 3,551 toot kar 3,501 ki taraf jayega?

Follow for daily simple updates like this, I post every day.

If this analysis helped you, a small Tip is appreciated 🙏

#XAU #Gold #Crypto #BinanceSquare