BTTC walo, tum log zinda ho? 😂
Maine BTTC liya tha ke ye 1 rupee ka hoga, ab ye itna neeche gaya hai ke isko dhoondne ke liye microscope chahiye! 🔬
Roz subha uthta hoon, BTTC dekhta hoon, wo wahi ka wahi para hota hai. Lagta hai isne kasam kha li hai ke hilna hi nahi hai.
Koi hai jo abhi bhi #BTTC hold karke betha hai? Ya sab ne bech kar chai pee li hai? 😭☕
#BTTC #BitTorrent #crypto #BinanceSquare