$BTC abhi 60,737 ke aas paas hai aur aaj isne halka green bounce dikhaya hai.
Kal price 58,768 tak neeche gaya tha aur wahan se buyers ne sambhala, ab price 61,669 wale high ke kareeb aa gaya hai. Matlab neeche se buyers ne thoda control liya hai, lekin upar sellers abhi bhi active hain. Ye wala zone ab thoda confusing lag raha hai.
Dekha jaye to $BTC abhi 60,074 ke upar tikka hua hai, jo ke Bollinger ki mid line bhi hai. Agar iske upar tikta rehta hai to yahan se 61,669 tak dekhne ko mil sakta hai. Aur agar 61,669 ke upar 4h candle close hoti hai to phir 62,997 tak ka rasta khul jayega.
Lekin agar 58,768 ke neeche close aati hai to phir neeche 57,161 test hona almost confirm ho jayega, isliye wahan jaldi me long lena risky ho jayega.
RSI ab 54 pe hai, isliye na zyada oversold hai na overbought, bas neutral zone me hai. Is market me jaldi karne se zyada faida wait karne me hai.
Tum kya sochte ho, $BTC yahan se 61,669 tak jayega ya 58,768 toot kar 57,161 ki taraf jayega?
Follow for daily simple updates like this, I post every day.
If this analysis helped you, a small Tip is appreciated 🙏
#BTC #Bitcoin #Crypto #BinanceSquare