BNB down hai to kya panic karna hai?
Aaj BNB $546 ke around hai, kal $504 tak gaya tha. Sab dar rahe hain, lekin yaad rakho jo panic me sell karta hai wahi loss karta hai.
Maine seekha hai, AI se idea lo, faisla apne dimagh se karo. Apna dimagh use karo, roz thora thora seekho, lalach mat karo.
BNB Binance ka apna coin hai, isliye jab Binance strong hai to BNB bhi wapas aata hai. Support abhi $503 - $530 ke around hai, aur Resistance $571 - $595 hai.
Tum kya kar rahe ho? Hold ya Sell?
#BNB #Binance #Crypto #BinanceSquare #learnAndEarn