Market Red Hai, Lekin ZEC Phir Bhi Green? 🤔*

BTC $64,600 ke paas hai, -12% down is week me.
ETH $1,813 pe hai, -12% down.

Lekin ZEC $953 pe hai, +3.4% up in 24h! 🔥

Jab pura market dar raha hai (Fear & Greed 22 - Extreme Fear), tab ZEC alag kyun chal raha hai?

Meri soch: Privacy coins jab market down hota hai tab log unki taraf bhagte hain.

Tum kya sochte ho? ZEC $1,000 dobara touch karega ya yahan se dump hoga?

Comment me batao 👇
#ZEC #BTC #ETH #crypto