Ek ajeeb sa sawal dimag me aaya...
Agar kal $BTC Crypto se chala jaye to kya hoga?
Matlab socho, King hi na rahe to King kaun banega?
Meri soch ye hai...
$ETH sab se pehle aayega. Kyunki us pe sab kuch banta hai.
$SOL us ke baad, kyunki wo tez hai, sasta hai.
$BNB bhi peeche nahi rahega, kyunki Binance ke peeche wahi hai.
Lekin sach ye hai, BTC ke bagair Crypto adhoora hai.
BTC sirf coin nahi hai, wo bharosa hai.
Tum batao, agar BTC chala jaye to kaunsa coin King banega?
1 = ETH
2 = SOL
3 = BNB
Apna number likho 👇
$ETH #bitcoin #Ethereum #Solana #cryptoking #Binance