🚀 CRYPTO MARKET UPDATE - 16 NOV 2026

Bitcoin $62,000 tak gaya weekend me, ab $65,000 pe recover kar raha hai!

📉 BTC -12.7% in 7 days
📉 ETH -13.7% - $1,835 pe
😱 Fear & Greed Index: 10 - EXTREME FEAR
💥 $2 Billion ke long liquidate ho gaye 24hr me

ETF se $1.91 Billion nikal gaya, sab Nvidia earnings aur Fed meeting ka wait kar rahe hai.

Ye dip hai ya aur girega? 65k bach gaya to bounce, nahi to 60k pakka.

Tumne buy kiya ya wait kar rahe ho? 👇
#crypto #bitcoin #Ethereum