😱 BTC Holding $64,400 After $62K Low - Trap Ya Real Bounce?

$BTC ne kal $62,006 tak wick mara aur wapas $64,400 pe aa gaya...

But yaad rakho:

📌 $62K pe buyers aaye, par $66,500 abhi bhi wall hai
📌 RSI 22 pe hai - boht oversold, bounce banta hai
📌 FOMC Minutes 18 Nov ko hain, us se pehle bada move mushkil hai

🔑 My Plan Tonight:
1️⃣ No panic selling
2️⃣ No leverage - raat ko ek wick sab khatam kar degi
3️⃣ Support dekh raha hun: $63,900 / $62,000
4️⃣ Bounce ke liye chahiye $66,500 ke upar close

⚠️ Survival > Profit is market me. Discipline rakhna hai.

💡 Ye quit karne ka time nahi hai, ye patient rehne ka time hai.

Are you buying this BTC dip or waiting for $62,000 again?

#Crypto #BinanceSquare
$BTC