Log Kehte Hain, Tum Se Nahi Hoga 💔
>
> Haan, jab $BTC $73,000 se gir ke $68,900 pe aaya to sab ne kaha dekh, khatam ho gaya.
> Jab $ETH $2,050 se gir ke $1,942 pe aaya to sab ne kaha ab to sell kar do.
>
> Par me ne sell nahi kia. Kyunke mujhe pata hai, market hamesha darne walo ko hara ke, sabar karne walo ko jeetata hai.
>
> Aaj ka sach ye hai:
> $BTC abhi $68,900 pe hai, $67,500 uska strong support hai.
> Agar isne $67,500 hold kar liya, to $70,500 tak bounce pakka hai.
> Aur agar $70,500 ke upar close aaya, to phir game wapis on hai.
>
> Mera aaj ka plan simple hai:
> Jaldi nahi, FOMO nahi, bas plan pe trade.
> Entry: $68,200 - $68,900
> SL: $67,400
> TP: $70,200
>
> Aur haan, jo log aaj mujh pe hans rahe hain na, ek din wahi log kahenge, "Yaar tu sahi tha."
>
> Tum batao, tum dar ke sell karne walo me ho, ya sabar karke hold karne walo me? Sach batao 👇
>
> $BTC $ETH $SOL
> #BTC #Crypto #Binance #Trading #MotivationInCrypto #WhatWillDriveCryptoandStocks’NextRebound? #Anthropic’s6xIPODemandSignalsPotentialRecordRaise