MEXC RED ALERT! 🚨

Binance, OKX, Gate.io ab MEXC se direct paisa nahi le rahe. 30 din tak flag lag sakta hai.

Main apne Rs235 wale small account ke liye risk nahi lungi. Pehle wallet me nikalungi phir bhejungi.

Tumhara paisa kahan phansa hua hai? MEXC me ya Binance me?

#MEXC #Binance #CryptoAlert