$SOL / $USDT - Buy The Dip or Wait? 📉

Price: $86.45 (-1.68%)
24h High: $88.46
24h Low: $85.14

4H chart me $SOL ne $98.14 se bara dump liya aur ab $85.02 ke support se bounce kar raha hai. Agar $85 hold hua to $90 - $92 tak bounce possible hai, warna neechay $84 ka risk hai.

Support: $85.02 - $84.36
Resistance: $87.25 - $90.14

Tum log kya kar rahe ho? Buy, Sell ya Hold? Comment me batao 👇

#SOL #Solana #crypto #BİNANCESQUARE