Maine abhi US Jobs Report check kiya aur market ne sabko surprise kar diya! 👀

Unemployment 4.2% expected tha, lekin aaya 4.1% - aur Jobs 65K ki jagah 165K aaye! 🔥

Matlab US economy abhi bhi strong hai.

Meri nazar me iska matlab ye hai ke Fed ab jaldi rate cut nahi karega, aur iska asar $BTC aur Dollar dono pe parega.

Tum log kya sochte ho? BTC up jayega ya down? Comment me batao 👇
#JobsReportRaisesHikeOdds
$BTC $UAI $ONE