US JOBS REPORT NE SABKO HAIRAN KAR DIYA!

America me jobs ki taadad umeed se zyada barh gayi, aur unemployment neeche aa gaya. Iska matlab US economy abhi bhi strong hai.

Ab sab ki nazar Fed par hai. Kya interest rate waisa hi rahega ya change hoga? Iska asar BTC aur Dollar par kya parega? 👀

Tumhara kya khayal hai - Market UP jayega ya DOWN? Comment me batao 👇
#JobsReportRaisesHikeOdds
$BTC $UAI $ONE