$BIRB - Trending Up! 🐦📈

Abhi Price Area: $0.11000

$BIRB aaj trending me aaya hai.
Price neeche se upar ki taraf move kiya hai aur $0.11000 wale area tak pahuncha hai.

Matlab abhi buyers active hain, lekin ye coin bahut chhota aur bahut zyada risky hai.
Aise coins me 1 ghante me up bhi hota hai aur 1 ghante me neeche bhi aa jata hai.

Main BUY / SELL ka nahi keh raha.
Main sirf update de raha hun.

Pehle apna risk dekho, phir faisla karo.
FOMO me aakar kabhi entry mat lo.

Aap kya sochte ho? $BIRB B yahan se aur up jayega ya yahin se wapis neeche aayega?
Comment me batao 👇


#BIRB #CryptoPatience #Altcoins👀🚀 #Trending #Binance