---
*NEXT MARKET ANALYSIS - 6 NOV EVENING 📉*

Market downturn continues!

*BTC: $75,500 (-3.2%)* — 5th weekly loss ki taraf ja raha hai, 200 EMA $76,497 se neeche hai. $75,000 support boht important hai.

*ETH: $2,238 (-7.7%)* — Sab se zyada gira, Nasdaq ke sath down hua.

*ZEC: $1,311 (+0.7%)* — Pura market red hai lekin ZEC green! NU7 Upgrade ki waja se $1,300 ke upar strong hai.

*Fear & Greed: 28 - FEAR* — Matlab log dar rahe hain, yehi time hota hai sabar karne ka.

$1 Billion+ liquidations hui hain kal raat.

Batao, tum $75,000 pe BTC long karoge ya abhi wait? 👇

#BTC #ETH #ZEC #CryptoAnalysis
---
.