Coinglass Liquidation Data (Market Update)
Market hamesha wahan jati hai jahan sab se zyada paisa (liquidity) pada hota hai. Coinglass heatmap ke mutabiq, $BTC ki heavy liquidations abhi upside par build ho rahi hain. Log aggressively short kar rahe hain, jiska matlab hai market ek quick pump de kar unke stop losses hunt kar sakti hai.
HTF (High Time Frame) trend ke against trade karne se bachein aur leverage control mein rakhein!
$BTC #Liquidation #Coinglass #CryptoAnalysis