🚨 $BTC Update - Meri Nazar Me
Mujhe lag raha hai ye Bear Trap ab khatam hone wala hai. $BTC ne is trap me kafi time guzar liya hai jitna logon ne socha bhi nahi tha.
Is dauran bohat sare sellers market me aa chuke hain jo dump ka wait kar rahe hain.
Ab agar BTC yahan se achanak upar move karta hai to ye sare short sellers trap ho jayenge aur unki liquidation se market me ek zabardast bullish rally aa sakti hai 💥
Mere hisab se $95K - $97K ek resistance zone hai, wahan ja kar BTC thoda ruk sakta hai. Lekin us se pehle ek strong pump short traders ko surprise de sakta hai.
Jitna ye trap lamba hoga, utna hi bada move upar ki taraf aa sakta hai. Main ab $95K ke move ka wait kar raha hun.