binance Ai kabhi bhi sach nahi virul karta meri is post ko views nahi araha ku k $nil coin ne 1mint ki candle main bas 10second main ye dhoka kya meri ankho ke samne 0.096 ke bad foran big snack khara hoa 0.13 tha snack itna khatarnak tha sab ko kha gaya snak ka name Nil coin traping owner hai jisne sab masoom trader ka paisa apna big fund use kar ke sab ko liquated kar ke kha liya ab ye down par 0.07010 par logo ka paisa khaega Allah pak in scammer ko apne pas bula le Ameen @Nillion #NIL $NIL

