$BTC Alert 🚹

Bitcoin $80K ko hold kar raha hai.

Last dip $79,200 se $81K tak pump hua tha, same setup dobara ban raha hai.

Agar $79,500 hold hua to next target $82K.

Main ready hun dip pe buy karne ke liye.

Aapka kya plan hai?

#BTC #BitcoinPrice #CryptoNews