$BTC Update - 25 Oct

Bitcoin abhi $80,350 pe hai, kal raat $79,200 touch karke wapas upar aaya.

Market abhi Fear me hai - iska matlab ye dip buy ka acha moqa ho sakta hai.

Support: $79,500
Resistance: $81,400

Main spot pe thora add kar raha hun. Aap kya kar rahe ho? Buy ya Wait?

#BTC #Bitcoin #CryptoMarket