Sab se tez bhagne wala coin hai - 1 second me hazaron transaction 2. Fee na hone ke barabar hai 3. Ethereum ka dushman number 1 samjha jata hai 4. Kabhi kabhi network band ho jata hai - iski kharab aadat 5. NFT aur Games ke liye best hai 6. Naye project sab isi par aa rahe hain 7. Price me bohat tez upar jata hai 8. 2020 me bana aur jaldi famous ho gaya 9. Bankon ko bhi pasand aane laga hai 10. Future ka Ethereum isko kehte hain