$BTC UPDATE - $81,352 pe Bearish Short-Term! 📉

Aaj kya hua?
$BTC -0.39% down hai, $82K se gir ke $81.3K pe aa gaya.

Meri Nazar Me:
Support: $80,800 - Agar ye toot gaya to $78K tak ja sakta hai
Resistance: $83,000 - Upar jane ke liye isko todna zaruri hai
Volume: $26.4B - Sell pressure zyada hai

Pakistan P2P Pe Asar:
BTC down = $USDT sasta! Abhi PKR 284.50-286.20 best buy zone hai.

Main kya kar raha hun? Main $80,800 ka wait kar raha hun, wahan se BUY karunga.

Aap Buy kar rahe ho ya Sell?

$BTC $USDT $ETH $BNB $SOL
#BTC #Bitcoin #Crypto #Binance #P2P #USDT #Pakistan #CryptoPakistan