BTC ko $69k par bechne wale ab $80k par FOMO kar rahe hain 😂

Yehi hota hai har cycle mein.

Whales accumulate karte hain jab tum darte ho.

Whales dump karte hain jab tum khareedte ho.

Abhi kya ho raha hai? Whales buy kar rahe hain. ETFs buy kar rahe hain.

#BinancePick: BTC. Kyunki history repeat hoti hai.

Aap whale ho ya fish? 🐋🐟 #BTC #crypto

$BTC

BTC
BTC
80,727.31
-1.46%