🚨 EARNING SEASON SPECIAL: BNB Ka Kya Hoga?
Binance ka Q3 earning season chal raha hai.
Jab Binance kamaata hai, BNB holder kamaate hain. Kaise?
1. Profit ka hissa BNB buyback + burn mein jata hai
2. Launchpool rewards barh jate hain
3. Ecosystem grants increase hote hain
History: Pichle 3 earning seasons mein BNB average 45% up gaya.
Mera #BinancePick: BNB accumulation zone mein hai. $600 ke neeche gift hai.
Aap BNB hold kar rahe ho ya sirf trade? 👇 #BNB #EarningSeason #BinancePicks $BNB