BTC $81.3k Par Ruka Hua Hai - Ab Agla Move Kya Hoga? ⚠️
BTC: $81,378 - Kal $80,905 tak low aya tha, phir wapas $81,626 tak gaya. 0.1% ka small drop hai. $80,900 ka support strong hai.
ETH: $2,400 - 0.8% neeche, $2,373 se bounce kar raha hai. $2,400 defend karna zaroori hai.
BNB: $717 - $711 se $722 ki range me hai, kal se sirf 0.4% down. Stable hai.
Market thoda thanda hai, 50 me se 40 coins red me hain. Lekin TON coin ne 31% pump mara hai, iska matlab paisa abhi bhi market me hai.
Ye panic ka time nahi, accumulation ka time lag raha hai. Agar BTC $81,600 cross karta hai to $82,500 tak ja sakta hai, aur agar $80,900 toota to $80k test ho sakta hai.
Aap is level par buy kar rahe ho ya wait?
#ETH #BTCUpdate