$SOL $120.79 par - $125 break karega?๐Ÿค”

SOL $120.79 par trade kar raha hai, market thoda down hai lekin SOL strong hold kar raha hai. MA7 119.50 ke upar hai. $118 strong support hai, $125 resistance hai. BTC $86k break kare to SOL $130 jaldi dekh sakta hai. Tum SOL long kar rahe ho๐Ÿฅบ ya wait kar rahe ho? Comment karo. $SOL #Solanaโฉ #Crypto


NFA/DYOR