My Account Got Disqualified! My Story & Lesson for All P2P Traders - MF7866

Assalamu Alaikum dosto! Main MF7866, Peshawar se.

Kal mujhe ye message mila ke mera account disqualify ho gaya hai campaigns se. Pehle dil toot gaya, lekin phir samjha ke ye ek sabak hai.

Main hamesha ek hi account se halal trading karta hun. Kabhi kabhi system galti se flag kar deta hai.

Maine kya seekha aur aap kya seekho:
✅ Ek se zyada account kabhi mat banao
✅ Apne aap ko P2P trade mat karo
✅ Reward ke liye fake trading mat karo
✅ Hamesha Sabar aur Shukar se kaam lo

Maine appeal kar di hai. InshaAllah theek ho jayega.

Aap log bhi ehtiyat karo. Crypto halal hai agar niyat saaf ho.

#MF7866 #Peshawar #P2PSafety #CryptoPakistan #SabarShukar