Wo ist Michael Saylor?

Aj Kal khamosh ha Fradia.

Jab b is nay bataya mainay buy kia $BTC to is nay tab tab sell kia.

Yeah itnay chooochay ni k apni move bata dain.

In kee bato ko Ulta smjha karain jwaaano.

Bht bara fraud Banda ha Michael Saylor.

Is ka nam sahi seller ha.