$BTC abhi $62,800 ke aas paas khel raha hai.

Last 5 min me 62800 se 62815 tak pump aya tha.
Lagta hai bulls wapas aa rahe hain.

Mera target: Agar $62,820 cross hua to seedha $63,000
Agar reject hua to wapas $62,500

Tum kya sochte ho? Up ya Down? 👇

#Bitcoin #Crypto #Trading