$BTC $ETH $$SOL $$8 NOV - BTC $75K BATTLEGROUND! ⚠️
Aaj Sunday hai, aur aaj raat WEEKLY CLOSE hai.
BTC abhi $75,800 pe khara hai - bilkul kinaray pe.
Fear & Greed sirf 28 pe hai, matlab log dar rahe hain, aur jab log darte hain tabhi bara move aata hai.
Tum kya kehte ho?
Aaj raat BTC upar jayega ya $75K toot jayega?
Comment me likho - UP 👆 ya DOWN 👇
Jo sahi batayega, kal me usko shoutout dungi!
#BTC
#Bitcoin #CryptoUrdu #BinanceSquare #CryptoNews #CryptoWithShabana