RIP
$TRUMP COIN 💀
$75 se $0.75 tak ka safar!
Jis coin ko logon ne "President ka coin" bol ke khareeda tha,
Aaj wohi coin bhikari ban gaya hai.
Team ke pass abhi bhi 71% coin para hai,
Matlab wo bechenge, tumhara paisa doobega.
Ye coin nahi tha, ye TRAP tha!
#RIPTRUMP #TRUMP #TrumpCoin #cryptocrash #Binance