🔥 TODAY BINANCE FRESH NEWS | 29 Nov 2026
@Diamond Hayles fyVC
1. Binance Ne 7,500 BTC Nikala, 500M USDC Dala
Binance ne apne SAFU Emergency Fund se 7,500 BTC wapas apne Treasury me bheja aur uski jagah 500 Million USDC dala. Company ne bola ye Sale nahi hai, sirf Internal Transfer hai, taake Fund zyada Stable rahe.


2. Binance Ab Stocks Bhi Dega!
Binance ne announce kiya hai ke 1 Dec se 1,000+ Hong Kong Stocks aur ETFs ki trading shuru hogi. Aur 7,000+ US Stocks aur ETFs bhi ab Binance par milenge. Ab Crypto ke sath Stocks bhi ek hi App me!


3. Bhutan Me Binance Ka Asia Hub
Binance ko Bhutan ke Gelephu Central Bank se In-Principle Approval mil gaya hai. Binance ab Bhutan me apna Asia Hub banayega.

4. CZ Ne Hack Par Bara Bayan Diya
Binance Founder CZ ne bola, "Binance Team Security me thori Complacent ho gayi thi." October me $6.3 Billion ka Hack hua tha. Ab Binance ne Withdrawal Freeze poora khatam kar diya hai.

Follow for Daily Crypto News!