Maine aaj Binance khola to BTC -2.47% pe tha.
Mujhe to thora dar lag raha tha, sach me. 😅
Tumhe kya lag raha hai?
Ab batao sach sach:
1. Tum is time Buy kar rahe ho ya Wait kar rahe ho?
2. Tumhe lagta hai BTC aur neeche jayega ya yahin se up jayega?
3. Tumne last time BTC kab Buy kiya tha?
Agar tum bhi Wait kar rahe ho to Like karo.
Aur Buy kar rahe ho to Comment me "BUY" likh do.
#Bitcoin #BTC #Crypto #BinanceSquare