$LAB Mere andar ek to khubi Hai jab Se Maine trade start Kiya cripto mein tab Se yah Niche girte ja raha hai ab Mera loss badhate ja raha hai Jaise main lab mein ek liya usi samay se yah niche girte Ja Raha Bitcoin me top per Maine bye kiya tha 124000 per use samay bhi Mera pura amount gayab ho gaya tha FIR maine 87000 liya tha vahan se FIR niche girte Gaya direct 60000 Tak aaya the lag raha hai main hi panauti hun hun